Lehra Ke Aaya Hai Lyrics

Are you looking for Lehra Ke Aaya Hai lyrics form movie Waris ( 1969 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Lehra Ke Aaya Hai . This awesome song directed by R.D.Burman.


aayega tara...
lala...
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa
hum toh kab se khade hai dilruba
sun rahe tere dil ki sadaa
iss kadar bakali khuda
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

nayi nayi pehchhaan ho gayi
pyar ki raah aasaan ho gayi
ho gaya aasan ab rasta
humsafar ke mujhe mil gaya
ab kismat se maangu main kya
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

jahaan jahaan dekhu main tu hai
na tamanna na koi aarzu ahi
maine maangi thi ek din duaan
uss duaan mein asar aa gaya
meet gaya pyar ka faasala
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa

tere mere dil ne kaha hai
pyar hona tha hoke raha hai
maine bhule se socha na tha
mere pehlu mein hai har toofan
mera hamdam mera dilruba
lehra ke aaya hai jhonka bahaar ka
mausam hai pyar ka aa bhi jaa aa


Lehra Ke Aaya Hai - Song Info.

Waris ( 1969 )
Singer:
Music Directors: R.D.Burman
Lyricists:
 Random