Haan Jab Tak Hai Jaan Lyrics

Are you looking for Haan Jab Tak Hai Jaan lyrics form movie Sholay ( 1975 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Haan Jab Tak Hai Jaan . This awesome song directed by R.D.Burman.


oh, oh oh oh, oh oh oh oh
(haan, jab tak hai jaan jaane jahan
main naachoongi) - 4
(pyaar kabhi bhi marta nahin
maut se bhi yeh darrta nahin) - 2
lut jaayenge, mit jaayenge, mar jaayenge hum
zinda rahegi hamaari daastaan
o haan, jab tak hai jaan jaane jahan
main naachoongi
(toot jaaye paayal to kya
paaon ho jaaye ghaayal to kya) - 2
dil diya hai dil liya hai, pyaar kiya hai to
dena padega mohabbat ka imtehaan
o haan jab tak hai jaan jaane jahan
main naachoongi - 4
(yeh nazar jhuk sakti nahin
yeh zubaan ruk sakti nahin) - 2
main kahoongi gham sahoongi chup rahoongi kya
bebas hoon lekin nahin main bezubaan
o haan jab tak hai jaan jaane jahan
main naachoongi
haan jab tak hai jaan jaane jahan
main naachoongi - 5


Haan Jab Tak Hai Jaan - Song Info.

Sholay ( 1975 )
Singer:
Music Directors: R.D.Burman
Lyricists:
 Random