Suna Suna Lyrics

Are you looking for Suna Suna lyrics form movie Krishna Cottage ( 2004 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Suna Suna . This awesome song directed by Anu Malik.


soona soona lamha lamha meri rahein tanha tanha aakar mujhe tum tham lo manzil teri dekhe rasta mud ke zara ab dekh lo aisa milan phir ho na ho sab kuch mera tum hi to ho
bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja o bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja soona soona lamha lamha meri rahein tanha tanha
bichhde bhi ham jo
kabhi raston main to sang sang rahungi sada kadmon ki aawaaz
sun ke chalungi tumhe dhoond loongi sada bhooli mohabbat ki
yeh khushbuye hain hawaon main phaili hui chhu kar mujhe aaj
mahsoon kar lo
vo yadein meri unchhui aisa milan phir ho na ho sab kuch mera tum hi to ho bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja o bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja soona soona lamha lamha meri rahein tanha tanha
aaa.. aaa.. vadon ke dhagon main
hum tum bandhe hain zara dor tum tham lo bahon main aise pighal
jane do mujhko aise mera naam lo main vo shama hoon jo
roshan tumhe karke
khud to pighal jaungi subah ka sooraj tumhare liye hai main hoon raat dhal jaungi aisa milan phir ho na ho sab kuch mera tum hi to ho
bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja o bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja soona soona lamha lamha meri rahein tanha tanha
mud ke zara ab dekh lo aisa milan phir ho na ho sab kuch mera tum hi to ho
bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja o bepanah pyaar hai aaja tera intezaar hai aaja soona soona lamha lamha meri rahein tanha tanha


Suna Suna - Song Info.

Krishna Cottage ( 2004 )
Singer:
Music Directors: Anu Malik
Lyricists:
 Sad