Main Pyaasa Tum Sawan Lyrics
Are you looking for Main Pyaasa Tum Sawan lyrics form movie Faraar ( 1975 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Main Pyaasa Tum Sawan . This awesome song directed by Kalyaanji Aanandji.
main pyaasa tum saawan
main dil tum meri dhadkan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to
aankhon ko jab band karoon main
sapne tumhare aaye
pyar bina ye jeevan phika
sapne ye samjhaaye
man se man ki dori kaa
tum hi to ho bandhan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to
main jab chhedoon dil ke taraane
chupke se sun lena
yeh naghme hai pyaar ki kaliyaan
dheere se chun lena
tera mera rishta jaise
khushboo aur chandan
hai naa, hain to, hain hai naa, hain to
main pyaasa tum saawan
main dil tum meri dhadkan
ho naa, hoon to, ho ho naa, hoon to
Main Pyaasa Tum Sawan - Song Info.
Faraar ( 1975 )Singer:
Music Directors: Kalyaanji Aanandji
Lyricists:
Sad
Lyric By Movies
Lyric By Category