Main To Ladki Kanwaari Lyrics

Are you looking for Main To Ladki Kanwaari lyrics form movie Tumko Na Bhool Paayenge ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Main To Ladki Kanwaari . This awesome song directed by Anu Malik.


--male 1--
hey, oh oh oh oh

--female--
main to ladki kanwaari, main to dil se hoon haari
ho main to ladki kanwaari, main to dil se hoon haari
mere dil pe chala na zor
baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
ho, baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--male 1--
main bhi ladka kunwaara, oh main bhi dil se hoon haara
main bhi ladka kunwaara, main bhi dil se hoon haara
mere dil pe chala na zor
baaje baaje baaje re aisa mera dhol
hoye, baaje baaje baaje re aisa mera dhol

--chorus--
waage waage waage waage dhol waage re murali waage

--female--
waage waage waage more saiyyaan

--chorus--
waage waage waage waage dhol waage re murali waage
waage waage waage more saiyyaan
dhol baja dhol gori kyoon machaaye shor
saari basti hai aayi yahan

--female--
ho, oh oh ho oh oh
tune daali nazar, meri sarki chunar
mera dhadke jiya, tune yeh kya kiya

--male 1--
ho, maine kuch na kiya, dil ka sauda kiya
tujhko dil de diya, tera dil le liya

--male 2--
arre mujhko bhi yaaron koi aisi dila do - 2
mera dil bhi machaaye shor
baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
arre baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--male 1--
ho, ho ho ho ho ho ho ho
dil se dil jab mile, mit gaye faasle
dil ne dil se kaha pyaar ho hi gaya

--male 2--
ho, aisa jaadu chala, kya se kya ho gaya
dil ko khona hi tha, dil to kho hi gaya

--female--
tune pakdi kalaayi, main to daudi chali aayi
haan tune pakdi kalaayi, main to daudi chali aayi
tune kheechi hai aisi dor
baaje baaje baaje re dholi taaro dhol
ho, baaje baaje baaje re dholi taaro dhol

--male 1--
hey, yeh hai ladki dhamaal, iski morni si chaal
dekho iska kamaal mera dil le gayi
aisa jaadu kiya, mujhe ghaayal kiya
mujhe paagal kiya, mera dil le gayi hoye!


Main To Ladki Kanwaari - Song Info.

Tumko Na Bhool Paayenge ( 2001 )
Singer:
Music Directors: Anu Malik
Lyricists:
 Item Numbers