O JaaneWaale Baalamwa Lyrics

Are you looking for O JaaneWaale Baalamwa lyrics form movie Rattan ( 1944 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song O JaaneWaale Baalamwa . This awesome song directed by Naushad.


......................................................................................
[singers:-amir bai and shaam kumar]

a.b.: o jaane waale baalamawa
laut ke aa
lau ke aa

s.k.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

a.b.: aa
o jaane waale baalamawa
laut ke aa
laut ke aa

s.k.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

a.b.: tere bin mera jiya
laage na kahin bhi piya
haaye laage naa
yaad nahin chhode teri
duniyaa andheri meri
ab jaaoon kahaan
( o dil ko le karataa hai dard jiyaa
laut ke aa
laut ke aa ) \-2

o jaane waale baalamawa
laut ke aa
laut ke aa

s.k.: jaa main naa tera baalamawa
bewafa bewafa

s.k.: ghadi-ghadi panaghat pe aana
jhooth-mooth ki preet jataana
mujhe yaad hai
phir aur kisi se aankh milaana
mujh se aankh mila kar jaana
mujhe yaad hai
( jhoothon se kaahe bolun jaa ri ja
bewafa bewafa ) \-2

a.b.: aa
o jaane waale baalamawa
laut ke aa
laut ke aa

s.k: jaa main na tera baalamawa
bewafa bewafa

..................................................................................


O JaaneWaale Baalamwa - Song Info.

Rattan ( 1944 )
Singer:
Music Directors: Naushad
Lyricists:
 Random