Ab Raat Guzarne Wali Hai Lyrics

Are you looking for Ab Raat Guzarne Wali Hai lyrics form movie Awara ( 1951 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ab Raat Guzarne Wali Hai . This awesome song directed by Shankar Jaikishan.


aajao tadapte hain armaan
ab raat guzarne wali hai
maein roun yahan tum chup ho wahan
ab raat guzarne wali hai

o chand ki rangat udhane lagi
o taaron ke dil ab toot gaye
hai dard bhara bechain sama
ab raat...

iss chand ki doli mein aaye nazar
yeh raat ki dulhan chal di kidhar
aawaz do tum ho kahan
ab raat...

ghabra ke nazar bhi haar gayi
taqdeer ko bhi neend aane lagi
tum aate nahin mein jaaun kahan
ab raat...


Ab Raat Guzarne Wali Hai - Song Info.

Awara ( 1951 )
Singer:
Music Directors: Shankar Jaikishan
Lyricists:
 Sad