Jaanam Lyrics

Are you looking for Jaanam lyrics form movie Kudiyon Ka Hai Zamaana ( 2006 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaanam . This awesome song directed by Iqbal Darbar-Yasin Darbar.


la la la la la la la, la la la

la la la la la la la, la la la - 2

jaanam, a ha jaanam
jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain - 2
yaadon mein teri hum o sanam - 2
karvat badal badalte hain
jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain
yaadon mein teri hum o sanam - 2
karvat badal badalte hain
jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain

de sahaara, thaamle tu,
gir naa jaaye pyaar de tu - 2
chaahat mein teri betaab hum - 2
jaane jaan taras taraste hain
jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain

soye armaan jaage jaage,
jaane kya ho aage aage - 2
tere bin harpal mere nainaa - 2
jaane jaan baras baraste hain

jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain
yaadon mein teri hum o sanam - 2
karvat badal badalte hain
jaanam tere liye raat din
armaan machal machalte hain

la la la la la la la, la la la


Jaanam - Song Info.

Kudiyon Ka Hai Zamaana ( 2006 )
Singer:
Music Directors: Iqbal Darbar-Yasin Darbar
Lyricists:
 Love Song