Mushkil Hai Pyaar Chuupana Lyrics

Are you looking for Mushkil Hai Pyaar Chuupana lyrics form movie Mayur Pankh ( 1954 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Mushkil Hai Pyaar Chuupana . This awesome song directed by Shankar Jai Kishan.


lata : tandaanaa tandaanaa tandaanaa,








tandaanaa,

mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa,








tandaanaa

lata : preet nai, dard puraanaa, tandaanaa

chorus : preet nai, dard puraanaa, tandaanaa



lata : tu kahin aur thaa, main kahin aur thi
bhanwaraa kahin aur thaa, kali kahin aur thi
phir bhi hain mil ne ke laakh bahaane
phir bhi hain mil ne ke

chorus : laakh bahaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

lata: nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa

chorus : nainaa churaa ke na jaanaa, tandaanaa


lata: mausam bahaar kaa ek baar aaye re

chorus : ajee, ek baar aaye re

lata: chaand kahe chaandani se, raat dhali jaaye re

chorus: ho, raat dhali jaay re

lata: ho..o..o
mushkil se milate hain gham ye suhaane
mushkil se milate hain

chorus: gham suhaane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

lata
: ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa

chorus: ban kisi nazar kaa nishaanaa, tandaanaa


lata
: dil ko apane haar ke, jeet le jahaan ko
rah kisi kii aankh men chhoo le aasamaan ko
bul-bul ne chhede hain, pyaar ke taraane
bul-bul ne chhede hain

chorus: ye taraane
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

lata
: tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa

chorus: tu badal to badale zamaanaa, tandaanaa
tandaanaa tandaanaa tandaanaa, tandaanaa

lata
: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

chorus: mushkil hai pyaar chhupaanaa, tandaanaa

[singers:- lata & chorus]


Mushkil Hai Pyaar Chuupana - Song Info.

Mayur Pankh ( 1954 )
Singer:
Music Directors: Shankar Jai Kishan
Lyricists:
 Happy