Insaaf Ka Mandeer Hai ye Lyrics

Are you looking for Insaaf Ka Mandeer Hai ye lyrics form movie Amar ( 1954 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Insaaf Ka Mandeer Hai ye sung by our favourite singer Md.Rafi. This awesome song written by Shakeel Badayuni and directed by Naushad.


insaaf ka mandir hai ye bhagwan ka ghar hai
-2
kehna hai jo keh de tujhe kis baat ka dar hai
insaaf ka mandir hai ...

hai khot tere man mein jo bhagwan se hai door
-2
hai paanv tere phir bhi tu aane se hai majboor
-2
himmat hai to aaja ye bhalai ki dagar hai
insaaf ka mandir hai ...

dukh de ke na dukhiyon se jo insaaf karega
bhagwan bhi usko na kabhi maaf karega
( ye soch le )
-2 har baat ki daata ko khabar hai
-2
insaaf ka mandir hai ...

maayoos na ho haar ke taqadeer ki baazi
pyaara hai vo gam jismein ho bhagwan bhi raazi
( dukh dard mile )
-2 jismein vahi pyaar amar rahe
-2
insaaf ka mandir hai ...


[singer:-rafi]
==============================================


Insaaf Ka Mandeer Hai ye - Song Info.

Amar ( 1954 )
Singer: Md.Rafi
Music Directors: Naushad
Lyricists: Shakeel Badayuni
 Random