Nadiya Se Dariya Lyrics
Are you looking for Nadiya Se Dariya lyrics form movie Namak Haram ( 1973 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Nadiya Se Dariya . This awesome song directed by R.D Burman.
nadiyaa se dariyaa, dariyaa se saagar
saagar se gaharaa jaam (2)
ho ho ho jaam me.n duub gayii yaaro.n mere, jivan kii har sham (2)
nadiyaa se dariyaa ...
jo na piye vo kya jaane, piite hai kyon ham divaane yaar ahaa
jab se hamane piinaa siikhaa, jiinaa siikhaa maranaa siikhaa yaar ahaa
o ham jab yuun nashe mein dagamagaane lag gaye
ho ho ho dil kii bechainii ko aayaa thodaa saa aaraam
nadiyaa se dariyaa ...
meraa kya main gam ka maaraa, nashe mein aalam hai saaraa yaar ahaa
kisii ko daulat ka nashaa, kahiin muhabbat ka nashaa yaar ahaa
o kahakar ai sharaabii sab pukaaren ab mujhe
ho ho ho aur koii thaa ye to nahin thaa pahale meraa naam
nadiyaa se dariyaa ...
Nadiya Se Dariya - Song Info.
Namak Haram ( 1973 )Singer:
Music Directors: R.D Burman
Lyricists:
Sharaabi/Nasha
Lyric By Movies
Lyric By Category