Tere jaisa yaar kahan Lyrics
Are you looking for Tere jaisa yaar kahan lyrics form movie Yaraana ( 1981 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tere jaisa yaar kahan . This awesome song directed by Rajesh Roshan.
tere jaisa yaar kahan
kahan aisa yaarana
yaad karegi duniya
tera mera afsana
tere jaisa yaar kahan
kahan aisa yaarana
yaad karegi duniya
tera mera afsana
meri zindagi sawaari
mujhko gale lagake
baitha diya falak pe
mujhe khaat se oothake
meri zindagi sawaari
mujhko gale lagake
baitha diya falak pe
mujhe khaat se oothake
yaara teri yaari ko
maine to khuda mana
yaad karegi duniya
tera mera afsana
mere dil ki yeh dua hai
kabhi door tu na jaaye
tere bina ho jeena
woh din kabhi na aaye
mere dil ki yeh dua hai
kabhi door tu na jaaye
tere bina ho jeena
woh din kabhi na aaye
tere sung jeena yahan
tere sung mar jaana
yaad karegi duniya
tera mera afsana
tere jaisa yaar kahan
kahan aisa yaarana
yaad karegi duniya
tera mera afsana
Tere jaisa yaar kahan - Song Info.
Yaraana ( 1981 )Singer:
Music Directors: Rajesh Roshan
Lyricists:
Happy
Lyric By Movies
Lyric By Category