Bolo Har Har Har - Title Song Lyrics

Are you looking for Bolo Har Har Har - Title Song lyrics form movie Shivaay ( 2016 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Bolo Har Har Har - Title Song sung by our favourite singer Mohit Chauhan Mithoon . This awesome song directed by Mithoon.


aag bahe
teri rag mein
tujh sa kahaan
koi jag mein
hai waqt ka tu hi
to pehla pehar
tu aankh jo khole
to dhaaye kehar


to bolo har har har
to bolo har har har

aadi na ant hai uska
woh sabka na inka unka
wohi hai maala
wohi hai manka
mast malang wo apni dhunn ka

antar mantar tantar gyani
hai sarvagya swabhimaani
mrityunjay hai maha vinaashi
omkar hai isi ki vaani
isi ki
isi ki
isi ki vaani

isi ki
isi ki
isi ki vaani

bhang dhatura bail ka patta
teeno lok isi ki satta
vish peekar bhi adig amar hai
mahadev har har hai japta

wohi shunya hai wohi ekaai
wohi shunya hai wohi ekaai
wohi shunya hai wohi ekaai
jiske bhitar basaa shivaay

toh bolo har har har
toh bolo har har har

aghoranna paro mantra
nasti tatvam guro param

nagendra haraya trilochanaya
basmanga ragaya maheswaraya
nithyaya shudhaya digambaraya
tasmai nakaraya namashivaya

shiva thrahimam
shiva trahimam
shiva rakshyamam
shiva trahimam
shiva trahimam

mahadev ji thrahimam
sharanagatam
tvam thrahimam
shiva rakshyamam
shiva thrahimam

aankh moond kar
dekh raha hai
saath samay ke
khel raha hai
mahadev maha ekaki

jiske liye
jagat hai jhanki
jata mein ganga
chaand mukut hai
somya kabhi kabhi
bada vikat hai

aag se jalna hai kailashi
shakti jiski dard ki pyaasi
hai pyaasi
haan pyaasi

ram bhi uska
ravan uska
jeevan uska maran bhi uska
taandav hai aur dhyan bhi woh hai
agyaani ka gyaan bhi woh hai

aankh teesri jab yeh khole
hile dhara aur swarg bhi dole
goonj uthe har disha kshitij mein
naad usi ka bam bam bhole

wohi shunya hai wohi ekaai
wohi shunya hai wohi ekaai
jiske bhitar basa shivaay

tu hi shiva tujh mein ishwar
koi nahi yahan tere sivaa
uda raakh agni ko jwala tu kar
mita de andhere tu ban ke sehar

to bolo har har har
ja ja ke kailash
ja kar vinaash
ja ja ke kailash
ja kar vinaash
ja ja ke kailash
ja kar vinaash
ja ja ke kailash sarvanash

aankh moond kar dekh raha hai
saath samay ke khel raha hai
mahadev maha ekaki
jiske liye jagat hai jhanki
jata mein ganga
chaand mukut hai
somya kabhi kabhi bada vikat hai
to bolo har har har

yaksha swaroopaya jatta dharaya
pinaka hasthathaya sanathanaya
divyaya devaaya digambaraya
tasmai yakaraya namashivaya


Bolo Har Har Har - Title Song - Song Info.

Shivaay ( 2016 )
Singer: Mohit Chauhan Mithoon
Music Directors: Mithoon
Lyricists:
 Devotional