Tum Bin Lyrics
Are you looking for Tum Bin lyrics form movie Tum Bin ( 2001 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Tum Bin . This awesome song directed by Nikhil Vinay.
tum bin kya hai jeena kya hai jeena
tum bin kya hai jeena
tum bin jiya jaaye kaise kaise jiya jaaye tum bin
sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv
din
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai

phir shaame tanhaye jaagi phir yaad tum aa rahe ho
phir jaan nikal ne lagi hai phir mujhko tadpa rahe ho
phir mujhko tadpa rahe ho
is dil mein yaadon ke mele hai
tum bin bahut hum akele hai
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
kya kya na soocha tha maine
kya kya na sapne sajaye
kya kya na chaaha tha dil ne
kya kya na armaan jagaaye
kya kya na armaan jagaaye
is dil se toofan guzarte hai
tum bin to jeete na marte hai
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
tum bin jiya jaaye kaise kaise jiya jaaye tum bin
sadiyon si lambi hai raaten sadiyon se lambe huv
din
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
aaa jao laut kar tum yeh dil keh raha hai
Lyric By Movies
Lyric By Category