Aitbaar Nahin Karna Lyrics

Are you looking for Aitbaar Nahin Karna lyrics form movie Qayamat ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Aitbaar Nahin Karna . This awesome song directed by Nadeem Sharvan.


main uske liye mar chuki hoon
woh bhi aap ke yaadon mein pal pal mar rahan hai
to kehdo use ke un yaadon ki cheeta bana ke jalade
us cheeta se uthta dhua bhi aap ke pyaar ka hi hoga
aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
ikraar nahin karna
jaan-nisaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna

manzile bichad gayi
raaste bhi kho gaye
aaye phir na lautke
jo deewaane ho gaye
chaahaton ki bebasi
doorio ke gum mile
bekaraariya mili
chain yaar kam mile
bekaraar nahi karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna

koi to wafa kare
koi to jafa kare
kisko hai pata yaha
kaun kya khata kare
aisa na ho ishq mein
koi dil ko tod de
beech raah mein sanam
tera saath chod de
izhaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
aitbaar nahin karna
intezaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna
had se bhi zyaada tum kisi se pyaar nahin karna


Aitbaar Nahin Karna - Song Info.

Qayamat ( 2003 )
Singer:
Music Directors: Nadeem Sharvan
Lyricists:
 Love Song