Kya ishq ka khoon kisi sahukar ke paan ki pichkari hai; kya tumhari zindagi zindagi, hamari zindagi bimari hai; tumhara khoon khoon, hamara khoon pani hai; tumhara naam naam, hamara naam gaali hai; tum karo zulm toh woh sarkari hai; aur hum kare fariyad toh woh gaddari hai Kader Khan ( Movie: Hum )
 Shayari   Life   Drama