Jaaniya Lyrics

Are you looking for Jaaniya lyrics form movie Haunted 3D ( 2011 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Jaaniya sung by our favourite singer Sidharth Basrur. This awesome song written by Junaid Wasi and directed by Chirantan Bhatt.


dil sunta hai, teri sadaa
aa ru ba ru, ab toh zara
bechain si, meri zindagi
sunn kar teri, yeh dastaan
jeena mera aasan kar, ru mil ke yeh ehsaan kar
kahin kho gaya chain usko, tere dard ko ab jaan kar
jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera
aasu palkon pe nahin hai bewajah
dil hai gum sadaa jaaniya

tujhe paa liya ya kho diya
iss baat par, dil ro diya
ke chaah kar, tu naa aa sakey
tu waqt hai, guzra hua
tujhe rakh liya, inn yaadon ne
ik phool sa, kitaabon mein
iss dil mein tu, rahega sadaa
aur mehkega, inn saanson mein
raaton mein tu jal jaata hai
chehre mein tu dhal jaata hai
taara hai tu mujh mein toota sa
neendhon mein se jaga deta hai
palkon ko bhigo deta hai
dariya hai tu mujh mein dooba sa
har waqt khwaabon ki tarah, tu aata raha
jaaniya o jaaniya, din kya raat kya
aahat ho koi, lagta hai sadaa
ke tu hai wahan jaaniya
jaaniya o jaaniya, bas roye dil mera
aasu palkon pe nahin hai bewajah
dil hai gum sadaa jaaniya..


Jaaniya - Song Info.

Haunted 3D ( 2011 )
Singer: Sidharth Basrur
Music Directors: Chirantan Bhatt
Lyricists: Junaid Wasi
 Love Song