Noor E Khuda Lyrics

Are you looking for Noor E Khuda lyrics form movie My Name Is Khan ( 2010 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Noor E Khuda sung by our favourite singer Shankar Mahadevan. This awesome song written by Niranjan Iyengar and directed by Shankar Ehsaan Loy.


noor-e-khuda
hoo ohooohoo
noor-e-khuda

ajnabi mod hai
kauf har aur hai
har nazar pe duan cha gaya
pal bhar mein jane kya kho gaya
hmmm aasmaaan sard hai
aahein bhi sard hai
kab se sayaa juda ho gaya

hmmm pal bhar mein jane kya kho gaya

saans ruk si gai
jism chhil sa gaya

tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya

noor-e-khuda,noor-e-khuda
tu kahan chupa hai
hamein yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
yun na hamse nazarein phira

noor-e-khuda,noor-e-khuda
tu kahan chupa hai tu hamein yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
yun na hamse nazarein phira
noor-e-khuda

ho nararein karam farma hi de
o deno dharam ko jaga hi de
ho chalti hui tanhaiyan
roothi hui parchaiyan
kaise udii yeh hawa
chaya yeh kaisa sama

rooh jam si gai
waqt tham sa gaya

tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya

noor-e-khuda,noor-e-khuda
tu kahan chupa hai
hamein yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
yun na hamse nazarein phira

noor-e-khuda


ga ma pa ni sa dha
aa aaa
aa aa
kuch isi lamho ko aas teri
zamkhmi dil ko hai pyaas teri
har dhadkan to talash teri
teri milta nahi hai pata
khali aakhein khud se sawal karein
aman ki cheekh behaal karein
behta lahoo fariyaad karein
tera mitta chala hai nishan

rooh jam si gai
waqt tham sa gaya

tutte khawabon ke manjar pe tera jahan chal diya

noor-e-khuda,noor-e-khuda
tu kahan chupa hai
hamein yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
yun na hamse nazarein phira
noor-e-khuda

noor-e-khuda,noor-e-khuda
aaj kal tu kahan hai yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
aaj kal tu kahan hai yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
aaj kal tu kahan hai yeh bata
noor-e-khuda,noor-e-khuda
aaj kal tu kahan hai yeh bata


Noor E Khuda - Song Info.

My Name Is Khan ( 2010 )
Singer: Shankar Mahadevan
Music Directors: Shankar Ehsaan Loy
Lyricists: Niranjan Iyengar
 Random