Ankhiyon Ankhiyon Lyrics

Are you looking for Ankhiyon Ankhiyon lyrics form movie Janasheen ( 2003 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Ankhiyon Ankhiyon . This awesome song written by Ijaz Ahmed Ijaz and directed by Channi Singh, Mrinal Sampat.


khoobsoorat aankhon wali
khoobsoorat pyaar kar
pyaar hai har ek javaan dil ki zaroorat
pyaar kar pyaar kar pyaar kar pyaar kar pyaar kar

aakhiyaan aakhiyaan khoobsoorat aakhiyaan 2
aakhiyaan aakhiyaan aakhiyaan
teri aakhiyaan baatein karti hain
aakhiyaan aakhiyaan khoobsoorat aakhiyaan
aakhiyaan aakhiyaan aakhiyaan
teri aakhiyaan baatein karti hain

kabhi uth jaati hain
kabhi jhuk jaati hain
kabhi uth jaati
kabhi jhuk jaati
na jaane kyaa kyaa karti hain
aakhiyaan aakhiyaan khoobsoorat aakhiyaan 2

[koi balaa bhi yeh koi kahar bhi ye
ye aakhiyaan teri qayaamat hai]2
ek pal mein kar de hosh ye gum
yeh aakhiyaan teri aafat hain
ho kabhi itraaye kabhi sharmaaye
kabhi itraaye kabhi sharmaaye
na jaane kyaa kyaa karti hain
aakhiyaan aakhiyaan khoobsoorat aakhiyaan
aakhiyaan aakhiyaan haay khoobsoorat aakhiyaan

bin lafzon ke sab kuchh bolein
kahne ki baat ko samjhaa dein 2
ek aisaa jaadoo hain in mein jo bhi chaahein vo karavaan dein
haah main kyaa samjhoon main kyaa jaanoon
main kyaa samjhoon main kyaa jaanoon
na jaane kyaa kyaa karti hain
aakhiyaan aakhiyaan khoobsoorat aakhiyaan 2


Ankhiyon Ankhiyon - Song Info.

Janasheen ( 2003 )
Singer:
Music Directors: Channi Singh, Mrinal Sampat
Lyricists: Ijaz Ahmed Ijaz
 Happy