Koi Roko Naa Deewane Ko Lyrics

Are you looking for Koi Roko Naa Deewane Ko lyrics form movie Priyatama ( 1977 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Koi Roko Naa Deewane Ko sung by our favourite singer Kishore Kumar. This awesome song written by Anjaan and directed by Rajesh Roshan.


koi roko na deewane ko
mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na deewane ko
mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na

yeh bheega bheega mausam
yeh bheegi bheegi raahen
chale do hum raahi
baahon mein daale baahen
ho phoolon ne khilke kaha yeh dil se
hai din suhana mausam salona
daamann se baandh lo pyara samaa
koi roko na deewane ko
ki mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na

umar ke safar mein
jise jo yahan bhaaye
usi ke sapnon mein
yeh mann rang jaaye
ho rangon mein bheeg ke range rangeela
gaale tarana jo yeh raseela
albela geet woh bhoole kahan
koi roko na deewane ko
hey mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na deewane ko
mann machal raha kuch gaane ko
koi roko na


Koi Roko Naa Deewane Ko - Song Info.

Priyatama ( 1977 )
Singer: Kishore Kumar
Music Directors: Rajesh Roshan
Lyricists: Anjaan
 Happy