Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki Lyrics

Are you looking for Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki lyrics form movie Shankar Hussain ( 1977 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki sung by our favourite singer Mohammad Rafi. This awesome song written by Kaif Bhopali and directed by unknown.


kahin ek masoom nazuksi ladki bahut khubsoorat
magar sanwali se bahut khubsoorat

mujhey apne khwabon ki bahon me pakar
kabhi neend me muskurati toh hogi
usi neend kasmasaa-kasmasaakar
saranese takiye girati toh hogi
kahin ek masoom nazuk si ladki

chalo khat likhey jee main aahta toh hoga
magar ungliyan kap kapati toh hongi
kalam haath se chut jaata toh hoga
umange kalam phir uthati toh hongi
mera naam apni kitabon me lik kar
woh daton me ungli dabati toh hongi
kahin ek masoom nazuk si ladki

zuban se kahin uuf nikalti toh hogi
badan dhirey dhirey sulagta ta to hoga
kahin ke kahin pao padtey toh honge
zamin par dupatta latakta toh hoga
kabhi subho ko sham kaheti toh hongi
kabhi raat ko din batati toh hongi
kahin ek masoom nazuk si ladki
bahut khubsoorat
magar samne se bahut khubsoorat


Kahin Ek Masoom Nazuk Si Ladki - Song Info.

Shankar Hussain ( 1977 )
Singer: Mohammad Rafi
Music Directors: unknown
Lyricists: Kaif Bhopali
 Love Song