Soutan Ghar Na Jao Lyrics
Are you looking for Soutan Ghar Na Jao lyrics form movie Waris ( 1954 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Soutan Ghar Na Jao . This awesome song directed by Anil Biswas.
singer: raj kumari
ghazab kiya tere waade pe aitabaar kiya
tamaam raat qayaamat ka intazaar kiya
sautan ghar na ja o more saiyaan \-2
sautan ghar na ja, bairan ghar na ja o more saiyaan
sautan ghar na ja o more saiyaan
khabar na thi ke hamen ashqabaar kar doge
hamaari khushiyaan kisi par nisaar kar doge
tod ke mera pyaar ka sapana \-2
na ja padun main tore paiyaan, o more saiyaan \-2
sautan ghar na ja, bairan ghar na ja o more saiyaan
******************************************
Lyric By Movies
Lyric By Category