Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut Lyrics
Are you looking for Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut lyrics form movie Teen Deviyan ( 1965 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut . This awesome song directed by S.D. Burman.
la : ( uuf kitni thandi hai yeh rut
ki : sulage hai tanhai meri
san san san jalta hai badan
la : kaanpe hai angadaai meri )
-2
la : tumpe bhi hai bhaari
wo hai kaun aaisi chingari
o tumpe bhi hai bhaari
wo hai kaun aaisi chingari
ki : hai koi in aankhon mein
ek tum jaisi khwabon ki pari
la : uuf kitni thandi hai ye rut
ki : sulage hai tanhai meri
san san san jalta hai badan
la : kaanpe hai angdaai meri
ki : ye tanha mausam mehtaabi
ye jalati-bujhti bekaabi
o ye tanha mausam mehtaabi
ye jalati-bujhati bekaabi
la : mehalon mein tharrati hai
ek betaabi armaan mein bhari
uuf kitni thandi hai ye rut
aaise hain dil pe kuch saaye
dhadkan bhi jal ke jam jaaye
o aaise hain dil pe kuch saaye
dhadkan bhi jal ke jam jaaye
ki : kaanpo tum aur sulagein ham
ye hai chaahat ki jaadoogari
uuf
la : uuf kitani thandi hai ye rut
ki : sulage hai tanahaai meri
san san san jalata hai badan
la : kaanpe hai angdaai meri
Uff Kitni Thandi Hai Yeh Rut - Song Info.
Teen Deviyan ( 1965 )Singer:
Music Directors: S.D. Burman
Lyricists:
Random
Lyric By Movies
Lyric By Category