Maana Janaab Ne Pukaara Nahin Lyrics

Are you looking for Maana Janaab Ne Pukaara Nahin lyrics form movie Paying Guest ( 1957 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Maana Janaab Ne Pukaara Nahin . This awesome song directed by Shanker-Jai Kishan.


maana janaab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawaara nahi?

mufte main banke chal diye tan ke wallaah jawaab tumhaara nahin

maana janaab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawaara nahi?

mufte main banke chal diye tan ke wallaah jawaab tumhaara nahin

maana janaab ne pukaara nahin

yaaron ka chalan he ghulami, dete hain haseeno ko salaami (2)
gussa na kijiye, jaane bhi dijiye, bandagi to bandagi, to lijiye saahab

maana janaab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawaara nahi?

mufte main banke chal diye tan ke wallaah jawaab tumhaara nahin

maana janaab ne pukaara nahin.

toota phoota dil yeh hamaara, jaisa bhi hai ab hai tumhara (2)
idhar dekhiye, nazar phenkiye, dil lagi na dil lagi na kijiye saahab

maana janaab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawaara nahi?
mufte main banke chal diye tan ke wallaah jawaab tumhaara nahin

maana janaab ne pukaara nahin

masha allah kehna to maana, ban gaya bigda zamaana (2)
tumko hansa diya pyaar sikha diya(2)
shukriya to, shukriya to, kijiye saahab

maana janaab ne pukaara nahin kya mera saath bhi gawaara nahi?
mufte main banke chal diye tan ke wallah jawaab tumhaara nahin

hai wallah jawaab tumhaara nahin hai
hai wallaah jawaab tumhaara nahin hai
hai wallaah jawaab tumhaara nahin hai

[kishor kumar:paying guest:1957:shanker jai-kishan]


Maana Janaab Ne Pukaara Nahin - Song Info.

Paying Guest ( 1957 )
Singer:
Music Directors: Shanker-Jai Kishan
Lyricists:
 Love Song