Woh kaunsi mehakti hawa ka jhonka hai jis mein main dolna chahungi; woh kaunsa bhavishya hai mere liye jiske haath mein main apna haath thamana chahungi; woh kaunsa devta hai jiske bagair mera jeevan suna aur meri aatma adhoori hai; aur woh kaunsa tirth staan hai jahan mere dil ka kisi dil se sangam hoga? ( Movie: Main Solah Baras Ki )
 Romance