Kun Fayakun Lyrics
Are you looking for Kun Fayakun lyrics form movie Rockstar ( 2011 )? If Yes, then you have reached at right place because here we have shared lyrics of most popular song Kun Fayakun sung by our favourite singer A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan. This awesome song written by Irshad Kamil and directed by A. R. Rahman.
ya nizamuddin auliya, ya nizamuddin salqa
kadam badhaa le, hadon ko mitaa le,
aaja khaali pan mein pee ka ghar tera,
tere bin khaali aaja, khali pan mein
tere bin khaali aaja, khali pan mein
oooooo....oooooo.....
oooooo....oooooo.....
oooooo.....
rangreza
rangreza
rangrezaa...
ho... rang-rezaaaa.....
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
woh jo mujh mein samaya
woh jo tujh mein samaya
maula wahi wahi maaya
woh jo mujh mein samaya
woh jo tujh mein samaya
maula wahi wahi maaya
kun faya kun
kun faya kun
sadaqallahul-alliyul-azeem'
rangreza rang mera tan mera mann,
le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,
rangreza rang mera tan mera mann,
le le rangaayi chaahe tan chaahe mann,
sajra savera mere tan barse
kajra andhera teri jalti lau
sajra savera mere tan barse
kajra andhera teri jalti lau
katra mila jo tere dar par se
o maula...
maula..... aaa...
kun faya kun
kun faya kun
kun faya kun
kun faya kun
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
kun faya kun
kun faya kun
sadaqallahul-alliyul-azeem'
sadaqa rasulu-hun nabi-yun-kareem
sallallaahu alayhi wasallam, sallallaahu alayhi wasallam
o mujhpe karam sarkar tera
araz tujhe, karde mujhe, mujhse hi riha
ab mujhko bhi ho, deedaar mera
karde mujhe, mujhse hi riha
mujhse hi rihaaaaaaaa
mann ke mere ye bharam,
kachche mere ye karam
leke chale hai kahaan,
main toh jaanoon hi na
tu hai mujhmein samaya,
kahaan leke mujhe aaya,
main hoon tujhmein samaya,
tere peeche chala aaya,
tera hi main ek saaya,
tune mujhko banaya,
main toh jag ko na bhaaya,
tune gale se lagaya
ab tu hi hai khudaya,
sach tu hi hai khudaya
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
kun faya kun
kun faya kun
faya kun,
faya kun, faya kun, faya kun
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
jab kahin pe kuch nahi
bhi nahi tha
wahi tha wahi tha
wahi tha wahi tha
kun faya kun
kun faya kun
sadaqallahul-alliyul-azeem'
sadaqa rasulu-hun nabi-yun-kareem
sallallaahu alayhi wasallam, sallallaahu alayhi wasallam
re submitted
by
: -
mubariz shariff
Kun Fayakun - Song Info.
Rockstar ( 2011 )Singer: A. R. Rahman, Javed Ali, Mohit Chauhan
Music Directors: A. R. Rahman
Lyricists: Irshad Kamil
Random
Lyric By Movies
Lyric By Category